Skin ko ko kill - muhaso or dag- dhabo se kese dur rakh sakte hai, iske aasan se gharelu upay :-
Muhaso se bachane ke upay :-
1. muhase sambandhi chehre ki problem ko dur krne ke liye chandan bhut hi kifayti hota hai | aap chandan or haldi paudar dhudh ke sath milakar chehre per lgaye to aapko tvcha ki jaln or muhaso se aaram milega |
2. Pani ke sath ghisha hua jayfal akne or pimple ke ilaj me kargar hota hai |
3. Pyaj ko katkar tel me pardarshi hone tk pkaye | thandi hone per use malmal ke kapde me bandhakar chehre per rgde |
4. Yadi chehre per dag, muhase se bigad gya ho to rojana pudine ka pest ka lep kre ak mah tk, chehra sundar ho jayega |
5. Beshan ko chach me lap bnakar chehre per lgaye |
6. Bel ke patto ko piskar kapde me bandhkar uska jush 3-4 chamach prtidin pine se muhase thik ho jate hai |
7. Do krela ko dhokar katkar aadha gilash pani me ubal kar is pani ko pine se fayda hoga |
8. Bhojan se adha ghanta pehle 1 bda chamach methi churn jal se nigal le |
9. Jamun ki guthliyo ko pani ke sath ghiskar muhaso per lgane se muhaso me fayda hoga |
10. Kacche papite kashish galo or chehre per lgane se muhase thik ho jate hai |
11. kacche anjir ka dhudh muhaso pe lgane se muhase khatam ho jate hai |
12. Full-cream dhudh me chironji milakar pest bnana bhi akne ki problem me faydemand hai |
13. Kapur ko nariyal tel ke sath milakar muhase ke nishan per lgaye or lagbhag 10 minit bad dho le, yah kill muhaso ka kargar ilaj hai |
14. Rat ko sone se pehle achi tarh muh dhokar, khote ke ras me haldi paudar lgane se muhaso ki problem ka smadhan se nijat paya ja sakta hai |
15. Chehra neem ya sabun se dhoye | neem ubale pani se dhoye, tvcha teliy nhi hogi to muhase niklna band ho jayenge |
16. 3 Chamach rai thode se pani me bhiga de subh pise itna hi pani dale jo pest bn jaye chehre per ise lgaye 20 minit bad dho kill muhase mit jayege |

No comments:
Post a Comment