BEAUTY TIPS IN HINDI
AAYURVEDIC FACE PACK
👉 Ghar bnaye aayurvedic face pack
Aaj kal skin ko vatavaran ke pradushan, dhul- mitti, dhup aadi ka samna krna hi padta hai | aise me tvcha murjhaye si dikhne lgti hai | age ke sath hone vale hormone change se, pradushan se v kyi karna se skin problems karane lagti hai | ydi aapke sath bhi koyi skin problems hai to ghr par hi niche 👇 likhi vidhi se aayurvedic face pack banakar usse mukti pa sakte hai -
Chehre per chechak, choti mata ya badi pimples ke dag rah gye hai to 2 pise huye badam, 2 chamach dhudh or 1 chamach sukhe santre ke chilke ka paudar milakar dhire - dhire face per male or chod de |
Saptha me 1 bar scrub kre | gharelu scrub banane ke liye 1 chamach dardara chaval ka aata, 1 chamach masur ki dardari dal ka paudar, 1/2 chamach udad ki dal ka dardra paudar, 1 chamach gulab jal or 1/2 chamach sahad milakr gada pest banaye or chehre per lagaye | halka sukhne per scrub krte huye hataye | rang nikhar jyega |
👇
Haldi ko mlayi me dalkar chehre per ragdne se skin chamakili banti hai | haldi ko kacche dudh me dalkar muhaso per lgane se muhase dur ho jate hai |
Aadha chamach santre ka ras lekar usme 4-5 bund nimbu ka ras, aadha chamach multani mitti, aadha chamach chandan paudar or kuch bunde gulab jal ki | in sabko milakar thodi der ke liye friz me rakh de | ise lagakar 15 - 20 minit tk rakhe | iske bad pani se ise dho de | yah teliy skin ka sabse acha upay hai |
👇
Agar aapki skin drie hai, to kaju ko rat bhar dhudh me bhigo de or subh barik piskar isme multani mitti or sahad ki kuch bunde milakar scrub kre |
👇
Dhup se huyi sawali skin me fir se nikhar lane ke liye nariyal pani, kaccha dhudh, khire ka ras, nimbu ka ras, besan or thoda sa chandan ka paudar milkar ubatan bnaye, ise nahnane ke 1 ghante pehle lga le | saptah me 2 bar kre | sawlapan khatam ho jayega |
Romchidr jyada bade ho gye ho to un per tamatar ka ras, nimbu ka ras or kaccha dhudh tino ka pack bnakar lgaye |
AGAR HUMARI POST ACHI LGE AAPKO TO ISE SHARE JARUR KRE
Thanks

No comments:
Post a Comment