LOUKI KE FAYDE
1 Vajan km krne me sahayak
Behad km log is bat ko jante hai ki louki vajan ko km karti hai |Ye or dusri chijo ke mukable teji se vajan km karne me sahayak hoti hai |Louki ko ubalakar namak ke sath khane se vajan jaldi hi kuch hi dino me ghat jata hai | Louki me faibar ki achi matra se jaldi bhuk nhi lagti or pet bhi bhara bhara sa lgta hai |
2. Chehre me laye prakriti nikhar
Chehare ko andar or bhar se prakrit sundarta or nikhar lane ke liye pratidin Louki ka sevan karna chahiye Louki chehre ko sundar or akarshak bnati hai |
Louki ka jhush pet ki andruni safayi krta hai jisse chehre per dhul, dhup or prdushan se hone vale muhasho se chutkara milta hai | sath hi tvacha khubsurat or mulayam bani rhti hai|
3. Diabetes
Louki diabetes ke marijo ke liye behad fayda phochati hai | khali pet louki ka jhush ka sevan diabetes ke marijo ko subh-subh krna chahiye |
4. Pachan
Jin logo ko pachan sambndhi presaniya ho ve louki ka sevan kre | Louki pet me gas ki samsya ko dur karti hai | isliye ese apne bhojan me jarur istemal krna chahiye |
5. Pesab sambndhi dikkat
Pesab sambndhi dikkate yani urine disordar ko dur karne me Louki ak safal or acha upay hai | Louki sarir se sodium ki adhik matra ko km karne me shayak hai | or 1 gilash jhush
pesab visarjit hone me ho rhi jaln ki samsya ko dur karta hai |
6. Tajgi ke liye
Louki ko halki sabjiyo me gina jata hai | ese khane se pet me bharipan nhi rhta hai bulki yah
sarir me tajgi bnaye rkhne me shayak hai | pratidin tarotaja bne rhne ke liye namak ya masale dalkar louki ka jhush pina kargar upay hai |
7. Vitamin or Protein
Louki me sbhi tarah ke Protein or vitamin paye jate hai | isme vitamin A, vitamin C, vitamin B3, B6 , Calcium, Ayaran, Magnesium, potesium or zink paya jata hai | jo sarir ko kyi bimariyo se bachta hai |
8. Kolestarol se bachaye
Apne khane me louki ka istemal kre yah dil sambndhi bimariyo se aapko bachata hai | louki khane se hanikarak kolestarol km hone lagta hai or heart attack jesi bimari se insan bach jata hai isliye louki ka jhush behad faydemand hota hai

No comments:
Post a Comment